✦ Islamic Quiz-20✦

Sawal: Jo log Rasool-Allah Sal-Allahu ke saath hain unki pahchan Quran mein kya batayee gayee hai ?

A. Wo Bait-Allah ka hajj karte hain
B. Wo kafiro aur dushmano ke saath bhi raham dil hote hain
C. Wo Ramzan ke roze rakha karte hain
D. Wo kafiro par sakht aur aapas mein raham dil hain
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

-------------------------
Quiz: What Quran said about the people who are with Muhammad Sal-Allahu alaihi wasallam?
A. Those perform Hajj of bait Allah
B. Those are merciful with disbelievers and enemies.
C. Those perform fasting of Ramzan
D. Those are severe against disbelievers and merciful among themselves
E. None of the above
F. I want to know


Sahi jawab  D


Al Quran: Muhammad Sal-Allahu alaihi wasallam Allah ke Rasool hain aur jo log unke saath hain wo kuffar par sakht hain aur aapas mein raham dil hain,
tum unhe dekhoge ki ruku aur sujud kar rahein , Allah ka fazal aur khushnudi talash karte hain unki pahchan unke chehro par sajdo ke nishan hain
Surah Fath (48), Aayat 29
--------------------------

Correct Answer is D


Al Quran: Muhammad Sal-Allahu alaihi wasallam is the Messenger of Allah. And those who are with him are severe against disbelievers, and merciful among themselves. You see them bowing and falling down prostrate (in prayer), seeking Bounty from Allah and (His) Good Pleasure. The mark of them (i.e. of their Faith) is on their faces (foreheads) from the traces of prostration (during prayers).
Surah Fath (48), Aayat 29

✦ Islamic Quiz-19✦

Sawal: Har roz aasman se do farishte aate hain unme se ek kiski tabahi ke liye dua karta hai ?

A. Sharabi
B. Maa baap ka nafarman
C. Zinakar
D. Bakhil (Kanjus)
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

------------------------------------------
Quiz : Every morning two angels comes down from sky and one of then ask Allah to destroy whom ?
A. Drinker of wine
B. Disobdient of parents
C. Zaani (The one who commit illegal sex)
D. Miser
E. None of the above
F. I Want to know




Sahih Jawab D

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya koi din aisa nahi jata ki jab bande subah ko uthte hain to do farishte aasman se na utarte ho, ( yani har roz do farishte subah ko aasman se utarte hain) unmein se ek farishta ye kahta hai ki Eh ALLAH kharch karne wale ko iska badla de aur dusra kahta hai ki eh ALLAH bakhil (kanjus) ko tabah kar de
Sahih Bukhari, Vol2, 1442
-----------------
Correct Answer is D


Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, There is no day on which people get up in the morning and two angels does not come down from heaven (means Every day two angels come down from Heaven in the morning ) and one of them says, O Allah! Compensate every person who spends in Your Cause,' and the other (angel) says, 'O Allah! Destroy every miser.
Sahih Bukhari, Vol. 2, Book 24, 522

✦ Islamic Quiz-18✦

Sawal: Wo kaunsi qaum thi jinhone Qayamat ko jhoothlaya to Allah subhaanhu ne ek haibatnak cheekh (aawaz) ke jariya unhe halaq kar diya ?
A. Qaum e Aad
B. Qaum e samud
C. Qaum e loot
D. Qaum e Nooh
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

-----------------------------
Quiz : What is the name of that people who denied the Qayamah so they were destroyed by the awful cry ?
A. The people of Aad
B. The people of Thamud (samud)
C. The people of loot
D. The people of Nooh
E. None of the above
F. I want to know


Sahi ajwab B

Al Quran : Sach much hone wali ( yani qayamat) , wo sach much hone wali kya hai , aur tumko kya malum ki wo sach much hone wali (Qayamat) kya hai ,
Qaum e Samud aur aad ne us khadkhade wali (Qayamat) ko jhoothlaya tha , to samud ko sakht haibatnak cheekh se halaq kar diya gaya aur qaum e aad ko sakht aandhi se halaq kar diya gaya
Surah Haqqa (69) Verse 1-6

------------------

Correct answer is B

1. The Inevitable (the Day of Resurrection)!
2. What is the Inevitable?

3. And what will make you know what the Inevitable is?

4. Thamud and AAd people denied the Qari'ah (the striking Hour of Judgement)!

5. As for Thamud, they were destroyed by the awful cry!

6. And as for AAd, they were destroyed by a furious violent wind!

Surah Haqqa (69) Verse 1-6

✦ Islamic Quiz-17✦

Sawal : Quran ko sunkar ye kisne kaha ?
إِنَّا سَمِعْنَا قُرْآنًا عَجَبًا يَهْدِي إِلَى الرُّشْدِ فَآمَنَّا بِهِ ۖ وَلَن نُّشْرِكَ بِرَبِّنَا أَحَدًا
Humne ek ajeeb Quran suna , jo bhalayee ka raasta batata hai so hum us par imaan le aaye aur hum apne RAB ke saath kisi ko sharik nahi karenge
A. Kuffar e Makka ne
B. Farishto ki ek jamaat ne
C. Jinno ki ek jamaat ne
D. Parindo ke ek jhund ne
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

---------------------
Quiz : After listening Quran who said these ?
إِنَّا سَمِعْنَا قُرْآنًا عَجَبًا يَهْدِي إِلَى الرُّشْدِ فَآمَنَّا بِهِ ۖ وَلَن نُّشْرِكَ بِرَبِّنَا أَحَدًا
Verily, we have heard a wonderful Recitation (this Qur'an) , It guides to the Right Path, and we have believed therein, and we shall never join (in worship) anything with our Lord (Allah)
A. Disbelievers of Makka
B. A group of angels
C. A group of Jinn
D. A group of Birds
E. None of the above
F. I want to know




Sahi Jawab C
قُلْ أُوحِيَ إِلَيَّ أَنَّهُ اسْتَمَعَ نَفَرٌ مِّنَ الْجِنِّ فَقَالُوا إِنَّا سَمِعْنَا قُرْآنًا عَجَبًا
يَهْدِي إِلَى الرُّشْدِ فَآمَنَّا بِهِ ۖ وَلَن نُّشْرِكَ بِرَبِّنَا أَحَدًا

( Eh Muhammaed Sal-Alahu alaihi wasallam) kah do ki mere paas wahi aayee hai ki jinno ki ek jamaat ne (is Quran ko) suna to kahne lage ki humne ek ajeeb Quran suna , jo bhalayee ka raasta batata hai so hum us par imaan le aaye aur hum apne RAB ke saath kisi ko sharik nahi karenge 
Surah Jinn (72) Aayat 1-2
-------------------
Correct Answer is C


Say (O Muhammad Sal-Alahu alaihi wasallam): It has been revealed to me that a group (from three to ten in number) of jinn listened (to this Qur'an). They said: 'Verily, we have heard a wonderful Recitation (this Qur'an) , It guides to the Right Path, and we have believed therein, and we shall never join (in worship) anything with our Lord (Allah).
Surah Jinn (72) Aayat 1-2

Fashion / STORIES OF PROPHET MUHAMMAD (SAW) / STORY WITH A HADITH QUOTE / UNDER 1000 WORDS

Clothes are a blessing and a favour from Allah*. With them, we are able to cover whatever that needs to be covered. With them, we ar...